Thursday 14 August 2014

LATEST BEST FUNNY FACEBOOK STATUS JOKES..LIKE IT N SHARE IT

Funny Facebook Status – Aapke Mann Ki Baat, WhatsApp Joke


Mujhe aajkal Aisa kyun lagane laga hai,
Jaise main aapke mann ki baatein janane laga hoon.
Chaliye saboot deta hoon:
1. Aap iss samay mera status padh rahe hain..
2. Aap nekdil insaan hain, aur Samanyata sabko khush dekhna chahte hain.
3. Hontho ko alag kiye bina aap “Papa” nahin bol sakte
4. Aapne abhi “Papa” keh kar dekha
6. Aisa karne par aapke chehre par muskan aayi
7. Are aapne no. 5 to padha hi nahin
8. Ab aap phir se 5 par gaye, par wo to hai hi nahin.
9. Iss baat par phir se hansi chhooti, Yaani ki aap chhoti chhoti baato par hans sakte hain
Matlab aap ek behatareen insaan hain, meri tarah :-B
10: Ab aap soch rahe hain, chalo yeh hansne khil-khilane ka silsila jaari rakha jaaye, aur yeh post share ki jaaye!
Don’t wait… Like and Share it :-D

No comments:

Post a Comment